blogger को all search engine में submit करने के 4 tips

blogger websites ko google or bing or yandex or  sabhi chhote search engines me submit karne ke tarike bataye  hai is post me  post pura read kare
blogger ko all search engine me submit karne ke tips
blogger submit search engine

blogger ko all search engine me submit karne ke 4 tips

aapne blogger blog bana rakha hai to apko ye bhi pta hona chahiye ki seo kya hai 
seo ka matlab hota hai search engine optimisetion yani search engine me apne blogger google ko optimise karna 

agar apko kisi bhi search eangines me apne blogger blogs ko optimise nahi karna aata to ye step follow karke aap aasani se apne blog ko optimise kar sakte ho

sabse pehle me google ka batata hu  vaise to google me apne blogger ko submit karne ke ke 2 tarike hai me apko dono hi batata hu

  step 1- apne apne browser me jana hai koi bhi browser le sakte ho
or vanha type karna hai add url to  or search resulat me janha likha hai submit google us par click karke open karna hai

jo option khulega uske uper likha hai home page url type vanha par apne blogger ka home page ka url copy karke vanha past karna hai
phir niche captcha par click karke verify karna hai uske baad submit par click karna hai
apko notification milega process suru or 20 ya 30 second baad apka blogger website google ke search engine me submit ho jayega

ye jo add url to ka option vaise to apko crome browser me nahi milega koi or browser me aap type karke khole lena

step 2- or ye dusra tarika hai
apko apne blogger ko open karna hai
option me apko setting par click karna hai
phir search preference par click karke 

niche google search console ke aage edit likha hai us par click karna hai

phir jo option khulega usme right hand side me add properity par click karna hai
jo option aayega usme website karke uske samne khali box me apni blogger website ka home page url type karna qustion mark ko leke pichhe ka hinsa delete karke hi home page ka url copy karna hai
jaise https://www.newtechapp.com/ aise bas itna hi copy karna hai  phir usko us box me paste karke niche submit ke button par click kar dena hai

uske baad ak option aaye  recommended method or altemate method apko altemate method par click karna hai phir ak naya option aayega us par janha html teg likha hai us par click kar dena hai
phir uske nichhe ak code aayega us code ko apko copy karna hai

phir aana hai apne blogger blogs ke option me or janha theme option par click karna hai phir ak option khulega ak customise or html apko html par click karna hai uske baad aap mobile se kar rahe ho to browser ke right hand side me 3 tipy hai us par click karke jo option khulega usme desktop site likha hai uske samne tikmar kar dena hai yani desktop mod par kar dena hai kanyoki ye leptop ya desktop par hi hoga

ab apke samne codding aayegi 2 ya 3 line chhodkar apko head likha dikhega us click karke ak bar niche kare yani head ke niche apne jo code copy kiya hai usko laggana hai yani paste kar dena hai
phir upr themes save par click karke theme ko save kar dena hai

bas itna hi kaam tha googl me blogger ko submit karne ka

1 mobile se 5 whatsapp chalaye

blogger ko bing webmaster me submit kare

ab me apko apne blogger blogs ko bing search engines me submit karne ka tarika bataunga iske bhi 2 tarike hai lekin iska me asan tarika btaunga  to chale suru karte hai

step 1 same vo hi process hai apko browser me type karna hai submit bing webmaster phir apko bing submit ka option milega
blogger ko all search engine me submit karne ke 4 tips
blogger submit search engine
ye option aayega jo photo me dikhaya gaya hai uper type tha url hompage likha hai uske niche apne blogger websites ka home page ka url type karna hai

uske baad niche box me jo uper word likhe hai vo type karne hai agar nahi likhe jate to word ke pass refress par click karke word change kar lo word samag aa jayenge phir type kar do or niche submit par click karke submit kar do 
apka blogger bing me submit ho jayega

or jo dusra tarika me apko ak alag post me btaunga nahi to post bahut lamba ho jayega

blogger ko submit directory me submit kare

apne google webmaster tool me bhi apne blogger blogs  ko submit kar liya or bing me bhi submit kar liya ap apko chhote chhote search engines me bhi submit karna hai jaise entirweb  me bhi submit karna hai

entirweb me submit karne ke liye apko kisi bhi ak search engines me type karna entirweb or search kar dena hai phir jo option aayga usme 2 option hai ak to pad hai or dusra free version hai 
apko free wala choos karna hai free par click kar dena hai phir apka google blogger ka home page ka url paste kar dena hai or submit par click kar dena hai

apka 10 search engine me apka blog website submit ho jayega
apka dhire dhire page view bhi badne lagega
apko apna blogger blogs bhi plus google account ke sath conected rakhna hai jisse apka daily ka page view aata rahe agar apko conected nahi aata to me apko aage batata hu or ost ko pade

blogger ko plus google se conect kare

 step 1
            apko apna blogger blog profile open karna hai

step 2
          blogger ki setting open karke user setting par click karna hai
step 3
          user setting me first uption genral  ke niche user ke samne 2 option hai 
1 option blogger
2 option google

apko google par tikmar karna hai phir apks blogger websites plus google account se conect ho jayega or apko plus google ka bhi daily trafik milega  

plus google me other country ke logo ke account bahut hai  dusri counry ke log plus google ko bahut use karte hai

jab koi bhi aap blogger blogs me post daloge to apke sabhi post ak ak karke apka blogger plus google me automatic share karta jayega kanyoki apne plus google se aap conect ho chuke ho
to apko isse conect karna ka bahut phayda hoga
jab aap blog website ko desine karte ho to aap ne facebook ya instsgram ka share ks button to lagaya hoga jisse apka user apke post ko agar sociel  site par agar share karna chahta hai to share kar sake 

whatsapp par bhi share karo
whatsapp par bhi aap share karo whatsapp par share karne ka bhi apko me tarika batata hu

apka apni site ka home page open karna hai jaise apki site www.example.com hai to apko google me search karna www.example.com or apko vo post open karna hai jis post ko  aap whatsapp par share karna chahte ho
phir uper browser me janha par hum type karte hai us box par click karna hai or us url ko ungli dabba ke copy karna hai

phir aana hai apne whatsapp par jisko send karna hai uska naam  par click karke file khole or search box me ungle dbaye or paste ka option aayega us par click karna hai or paste kar dena hai phir send par click karna hai apka post send ho jayega
aise aap apne post ko whatsapp par bhi send kar sakte ho

blogger blog ko directory me submit kare

ab apko apne blogger google ko sabhi directory me bhi submit karna padega 
directory kya hai ye bhi me apko batata hu 
directory chhote search engine hai parntu inke paas visitor to kam hai lekin hai to sahi hume to kuchh na kuchh milega hi agar aap directory me submit karte ho tab ak sath 300 chhote search engine me apka blogger blog  submit ho  jayega  apko bahut hi phayda hoga or submit karoge kaise ye to me apko detail se bataunga or aap bane rahe hamare sath process ko pura follow kare

apko kisi bhi search engines me search karna hai
submit directory ye search karne ke baad ak page khulega jo search box ke sath hoga search box me apko apne site ka url past karna hai
vo url past karna hai jo google webmaster tool me apne submit kiya tha us url ko past karne ke baad search kar dena hai

ak sath apka blog ka url 300 search engine me ak sath submit ho jayega  or kuchh dino me apko traffic bhi milne lagega

dosto bus itna jaise mene bataya utna hi aap submit kijiye

bus iske baad aap apne google blogger me post shuru kar dijiye
post ko on page  seo yani achhe se optimise karna hai
post ko create karne ke baad post ka link copy karke seo tool se chek karna hai agar usme koi mistak hai to usko sahi karna hai

bahut se tool hai free jo check karte hai jaise seobility tool or seositecheckup tool ye 2 tool mene bataye hai ye free hai iske dwara aap check kar sakte ho

images ko bhi apne blogger blogs me optimise karna jaise 3 option hote hai images me caption me naam dena hai properity section me tital or alt teg dena hai apne targate keyword ke sath

h1 hading dena hai
h2 hading dena hai

tital or hadding h1 me dena hai or sab sub hading yani h2 me dena hai h2 10 baar de sakte ho vo apki margi chahe 2 baar hi do or isi tarh h3 h4 h5 h6 tak de sakte ho apne content ke anusar

aap h3 tak bhi de sakte ho chahe isse jayada na do to bhi koi dikat nahi hai lekin apka content 1000 words se uper ka hona bahut jaruri hai

dosto agar post achha lage to comment jarur karna agar apne kuchh puchhna haj to bhi comment ke dwara puchh sakte ho

mene is post me apko apna blogger ka verificatin ka kaam isme bataya hai yani of page seo ka kaam bataya hai