1 mobile से कितनी whatsapp चलाये

1 mobile se hum kitni whatsapp chalaye ye hamare or hamare mobile par depend  hoga or kuchh hamari jarurat ke anusar hum whatsapp ka use karenge, whatsapp for ipad.

whatsapp par online status bhi daal skte. whatsapp update download samay samay par karna chahiye. whatsapp qr code se lock kiya ja sakta hai,

iske bare me janne ke liye pura post padhe.

1 mobile se kitni whatsapp chala sakte hai or kaise chalaye
whatsapp

1mobile se kitni whatsapp chalaye ?

to aaj hum apko batange ki ak mobile phone  se aap kitni app chala sakte ho ajkal ke jamane me whats app ya koi or socile media hamare liye bahut jaruri ho chuka hai
kuchh buisness ke liye to very important or har aam jan ke liye bhi bahut jaruri ho chuka hai
bat kare buisness man ki to unko kuchh apne product ya koi very importsnt documents ya koi information ke liye unko iska ka use karna bahut jaruri hai

to hum baat kar rhe the ki 1 mobile phone ka use karke hum kitni jayada chala sakte hai
to app 1 mobile phon ka use karke aap 5 ya 6  chala sakte ho

uske liye aapko 5 ya 6  app install nahi karna 
bus apko 1 hi  apne mobile me install karna hai
or aap us app ke under hi 5 ya  chala sakte ho
post ko dhyan se padhe isme humne aapke 
sab kuchh aasan tarike se bataya hai

1 mobile se 5 whatsapp chalana kanyo jaruri

ji han 1 mobile se 5  chalana kanyo
jaruri h me aage apko bataunga lekin is post ko pura padhe
1 mobile se kitni whatsapp chala sakte hai or kaise chalaye
whatsapp
to dosto hum apne mobile device me agar 5 socisl app chalana koi jaruri nahi aap 2  bhi chala sakte ho
lekon me apko recomend karunga ki aap do hi  chalaye
kanyoki hum jayada use karenge to hamara mobile hang hone ka khatra bana rahta hai

hamare pass bahut se dosto ke number or family ke number or ristedaro ke number or groups hote hai

jsb hum kuchh der ke liye internet band kar dete h or baad me on karte h to hsmare mobile me hajaro ki tadat me sms aate hai
or hamara mobile apna hosh kho bethjta hai  or hang hone ka khatra ban jata hai

to me kahta hu ki aap 2  hi use kijiye

   1. ak app me to apne family ke number or ristedaro ke number hone chahiye
kanyoki apne ristedaro ke pass koi photo ya family photo ya koi personal documents  bhej sakte hai
or apne family member or ristedaro ka ak  group hona chahiye
jisse ak sath sabhi ko koi sms ya photo bhej sake
 
   2. dusri  me apne dosto ke number or dosto ke groups hone chahiye
dost agar koi gandi photo ya koi video share kare to  hari personal  me na aaye
hamare family member agar mobile dekh na sake
or isko privacy lock lagakar rakhe

whatsapp kya deta hai

social site kya deta hai or humse kya leta h 
ye bhi ak very important baat hai whatsapp kuchh deta h to kuchh leta bhi hai
1 mobile se kitni whatsapp chala sakte hai or kaise chalaye
whatsapp

aaj hum apko batayenge ki whats app humse kya leta h or humhe kya deta h apne ye baat pehle kabhi nahi suni hogi

ye app hume genral novlage deta h 
or taja news deta hai 
ya koi kisi ghatna ka live proof deta hai
koi hamari personal documents goom ho jaye to  hum uski suchna news ke taht groupo me share kar sakte hai

2. ye app hamare se samay leta hai
or hamare se internet ke reacharge ke paise lagvata hai
hume deta bahut kuchh hai or leta 2 hi hai


1 se jayada whatsapp chalane ka tarika

aaj se kuchh din pehle 1 mobile me 1 app chla sakte the
or kuchh din baad me ak paralate naam ki ak app aai thi us app ko insall karne se hum usme whats app ka dusra account bhi bana kar 2 whatsapp ka use kar sakte the

ajkal to bahut si ak specile android app aa gai jisme asaani se 5,6,whats app us kar sakte hai
lekin hume android app ak hi install karni hogi par sabse khusi ki baat to ye hai
or us app me  alag alag option hoge

har app me ak ak karke account banaye or use kare

lekin dhayan rhe har account me apna alag alag mobile number dale
tabhi aap us karke enjoy kar sakte ho, dosto yanha par me ak baat or btana chahta hu whatsapp old version hi nahi use karna chahiye ise update jarur kare.

whatsapp chalane ke step

1 mobile se kitni whatsapp chala sakte hai or kaise chalaye
whatsapp

dosto me apko pehle bhi bata chuka hu 
aap mobile me 5 ya 6 whats app to cala sakte ho lekin aap 2, whatsapp us kare to bahut achha rhega 
kanyoki mene pehle bataya tha agar jayada sms aayenge to mobile hang ka khatra ban sakta h


 whats chalane ke liye apke pass (5) mobile number hone jaruri h kisi me mobile me ak bar number dal lo kanyoki us par ak code aata h jaise whats par account create krte samay pehle aata tha vo hi dalna hai bilkul aasan hai pehle wala process hai bus phark itna hi isme (5)whats app chalegi

whatsapp chalana sikhe

ye to sikhna bahut jaruri hai ke vo konsi app hai jiske dwara hum apne mobile me 5ya 6  chla sakte hai ye to humne bata diya ke 5 ya 6 whats app chalao 
to aage padhiye

1 mobile se kitni whatsapp chala sakte hai or kaise chalaye
whatsapp

step follow kare
 1-sabse pehle aap play stor par jaye
2-play store par search box me type kare multi chat app or downlod karke install kar lijiye

3- isme aap add par click karke 5 ya 6 tak  add kar sakte ho
agar aapne 2 rakhni hai to 2 add kar lijiye
agar jayada rakhni h to aap add par click kar kar add kar sakte ho

vo apki marji h chahe kitni bhi rakho
jaise uper image dikhai gai h isi tarh ka iska interface h iska or isi tarh h hi add hogi
ye app 2,3 tarh ki hoti h

ak to genral jo hum use kar rhe h
duniya ke 70% log isi  ko use karte hai
wb whats app ye to log bahut kam use karte hai jo  log buisness man h vo buisness whats app ya  use karte h
isme hume link systam milta h
jisse koi youtube video ya koi app  ya koi post ka link agar ak bar laga de to vo har ak minut baad automatic send hota rahega hume baar baar send karne ki jarurat nahi hoti
to  ak bahut achha fiture hai  buisness w.app me to ise bhi aap use kar sakte ho
social app ko  aap use krte ho isme kuchh problams aati h jaise  post hum agar facbook par share kare to kaise kare isme koi extra optin nahi hota
to ye bhi me apko bata raha hu iska hal
aap  post par ungli dabaye or uper kuchh option milenge
right hand side me ak dbba sa h us par click kijiye apko notification milega copy word
to samgho apka post copy ho gaya

phir send par click kiniye apka post send ho jayega
isi tarke se aap post har kanhi send kar sakte ho

whatsapp post ko edit kaise kare

sabse badi chunoti h   post ko edit karna 
kai baar aisa hota  koi post send karta h or niche apna naam dal deta hai 
hum sochte hai is post ko hum send kare taki logo ko lage isne likha hai
to humse edit nahi hota
to hum bata rahe hai post ko edit karna

vaise hi apko post par ungli daba ke copy karna  hai or koi dusre group me paste karna hai or send kar dena hai
phir ungli dabake send wale par click karke sabhi ke pass send kar do
jab aap pehli baar paste karoge jis group me vanha  kuchh katna hai to kat sakte ho
isi tarah aap  post ko edit kar sakte hai




x