mobile pattren lock कैसे खोलें-full help hindi
pattren lock kaise khole
hamare mobile me pattren lock lag jaye to hamare liye bahut musibat khadi ho jati hai
mobile hamare jiwan ka ak bahut hi important sathi ban chuka hai
mobile ke bina hume aisa masoos hota hai ki koi hamara sathi bichhud chuka hai
ho sakta hai ki hum apne mobile ka pattren lock bhul jaye to hume lagta h ki hamare hath me khana hai or hume ise nahi kha sakte ye to paheli hai or ye baat is paheli se milti jaulti hai
isi ka hal hum aaj janege is post ke dawara ki hum apne mobile ka tala agar bhul gaye to isko kaise kholenge iska hal aap agle prust par dekhiye
mobile pattren lock |
pattren kholne ke liye apko apko janha pattren aata h uske niche forgot password likha aata h vanha click kare phir email id dale jo aapne us mobile me pehle se dali hui h vah or password dale ?
pehle dusre mobile ka internat on karke rakhe or wifi bhi on kar de jab password dalke open karoge tab pattern wala optio aa jayega or taala chang kar sakte ho?
pattren lock kya hai
pattren lock mobile ki privacy hai isse apne mobile ki saffety rehti hai
man lo agar hamara mobile goom ho jaye ya kamhi gir jaye to hume khatra hai ki hamare mobile ka durpyog ho sakta hai
iske liye hume apne mobile me privacy ka istemaal karna padta hai
agar hamara mobile goom hota hai to hamare mobile me google account ka istemaal hota hai hum apne mobile me ggogle account on rakhte hai kanyoki hume har minute baaf apni mail dekhni padti hai
or har app ya koi or account ko khula rakhne ke liye google account ki jarurat pafti hai
or hamara facebook account bhi on hota hai aajkal ke jamane me har aadmi ka facebook account hota hai or on rahta hai
or hamara youtube channel bhi hota hai
aajkal jayada logo ke paas youtube channel hota hai or youtube se log paise kamate hai apni video ko public karke
iske alava or bhi bahut socile media ke account khule hote hai iske liye mobile pattren bahut jaruri hota hai apne mobile me chalu rakhne ke liye
pattren lock kitne parkar ke hote hai
ji han ye question ak baht jaruri hota h apne mobile ko safe rakhne ke liye
mobile ki security bahut parkar ke hote hai
aap chahe vo hi use kar sakte ho
.finger lock
. eye lock
. volueme lock
.pattren lock
. slide lock
1 finger lock
finger lock vo hota hai jisse hum apni ungli ya anguthha mobile ke sensor par touch karenge to hamara mobile on ho jayega or hum jo side me on off ka button hota hai usko dabayenge to hamara mobile off ho jayega to ise finger lock kahte ajkal log jayada finger use karte hai to ye bhi bahut usfull lock hai
2 eye lock
eye lock bhi log bahut use karte hai jab hum apne mobile ke sensor ke aage apni aankhe karenge to hamara mobile ka band unlock ho jayega agar apko ye securiry pasand hai to aap laga sakte ho
3 volueme
is ko hum apni aavaj ke davara laga sakte hai hum apne mobile ke aage kuchh bolenge to vah hamari aavaj ko detecte kar lega mobil ko vah aavaj sunegi to tab hi vah on hoga agar aavaj or h to vah nahi khulega
4 pattren lock pattren lock ko kuchh bindu ke davara lagaya jata hai jab mobile ko on karna hai tab vo hi bindu ko touch karke milana hota hai tab vah khulta hai
5 slide lock
apne mobile ko on karne ke liye mobile ki sacreen par dhire se apni ungli ya anguthhe ko slide karna hota hai tab mobile on hota h ye sabse easy lock hai duniya ke 70 partisat log ye hi lock use karte hai
mobile me pattren lock kaise lagaye
is quetion ka intjar tha hume ye bahut hi very importent question hai hum apne mobile phone me pattren lock ka use kaise kare agar apko nhi pata ki mobile pattren ka use kaise karte hai to hum aaj apko mobile pattren lock use karna sikhayenge
step 1
apne mobile ko on kare
step 2
mobile ki setting me jaye
step 3
privacy me jaye
step 4
privacy me lock par click karke pattren par click kare
step 5
apna pattren choose kare
step 6
apna pattren ko 2 baar lagaye or save button par click kare
ab apka pattren lock on ho chucka hai ab asp ise use kar sakte ho
finger lock kaise use kare
finger lock ko use karna bhi bahut aasan hota hai jaise me batata hu vaise us step ko follow karte ho to apka finger lock bhi on ho jayega finger lock ko ungli se bhi use kar sakte ho or apne anguthhe se bhi
vo apke uper hai aap kaise use karoge
ab me batata finger lock kaise use karte hai
or me ak baat apko bata dena chahta hu agar apke mobile me finger lock ki suvidha hai to aap ise use kar sakte ho agar nahi to aap ise use nahi kar sakte
agar apke mobile me finger lock ki suvidha nahi hai or aap use karna chahte ho to apko apne mobile me finger lock ki app instal karni padegi vo app play stor par aasani se mil jaye phir vah finger lock us aap me hi lagega
mobile lagane ke liye step follow kare
1 mobile ki setting me jaye
2 privacy par click kare
3 finger lock par click kare
phir apni ungli ya anguthha mobile ke sensor par rakhe or save kar de
ab apka finger lock on ho chuka hai
ab apko eye lock ya volueme lock use karna hai to apko app downlod karke install kar lijiye or us app me option milega apko ye lock lagane ke liye or laga sakte ho
Post a Comment