हिंदी को english में translate करना है

photo khinch ke english word hindi me translste kare. english me conversation kaise kare. and translate in hindi to english

hindi ko english me translate karna. in sabhi  ke bare me bataya jayega.

 ye ak tarha ka google translate camra hai.  isse english word ko hindi me badlkar bhi padh sakte hai. hindi translate english me bhi kar sakte ho. copy past karke bhi english ki hindi banakar padhne ka option hai.
photo khinch kar english ko hindi me translate karke pade
translate
ajkal ka jamana english ka hai english jis kisi ko nahi aati to bahut problam aati hai

1 मोबाइल से 6 व्हाट्सएप्प एक साथ चलाये

मोबाइल से इंटरनेट की स्पीड टेस्ट करे

internet par famous hone ke tips

gmail ko hack hone se bachaye

apna naam bolne wali ringtone banaye

photo khinch kar english ko hindi me translate kaise kare

jab hmare pass koi english documents hota hai ya koi medical report hoti hai vo english me hoti hai 

lekin hume english aati bahut kam hoti hai jo us report ko pad sake 

me apke liye ak tric leke aaya hu jise follow karke aap kissi bhi english word ko 1 second me hindi me translate karke usko aasani se pad sakte ho 

bus iske liye ak requerment hoti hai bus apke paas 1mobile phone hona bahut jaruri hai kanyoki bina mobile ke aap photo nahi le sakte yadi apke paas mobile phone hai aap ak second me janha kanhi bhi ho aap photo suit kar sakte ho

process suru karte ho step follow kare

step 1 - apko sabse pehle jana hai google play store me

step 2- search baar me type karna hai google translate or search button par click kar dena hai  pehli baar aaye jiske downloder million me ho use downlod karna hai downlod karne ke baad apne mobile me install kar lena hai

jab bhi aap use kro to camra button par click karke camra on kar lena hai 
ab jis word  ya koi peragraph ki english ko hindi me translate karna hai utni hi photo suit kare agar pura peragraph ki hindi banana hai to mobile phone ko page se thoda door kar le yani pura peragraph ki photo aa sake or photo suit karni hai 
kuchh hi second me aap dekhoge apke samne english word hindi me translate ho jayenge or aap use pad sakte ho

note : ak baat ka dhyan rakhe uper left hand side me uper mobile me aap english hi rehne dena hai or right hand side me hindi rehne dena hai tab apke word english se hindi me  translate ho jayenge
photo khinche or english ko hindi me translate kare
translator

apni aawaj ko hindi se english me translate kare


is android aap me bahut se feacher hai jaisecamra handwriting conversation or voice 
handwriting me  aap hindi me type karoge or automatic english me writing hogi or is baat ka dhyan rakhna hai uper option me pehle  select kar leni hai bhasa 
  conversation me hindi me bologe to english me translate hoga or english me bologe to hindi me translate hoga 

voice voice me bhi same hi process hai hindi me kuchh bolo to english or english me bolo to hindi me translate hoga

ye androd appke liye apka guid ban jayegi apko bus apne mobile me add karna padega

iske elava ajkal to other country me volume translate  aa chuke hai jisse vo apne ear me lagakar english to hindi ,hindi to english translate karke yani vo translator automatic change  karke  sunata rahta hai 
 agar koi neta speach karta hai to uski speach ko sunne ke liye very important hota hai vo translator

copy paste se word translate kaise kare

ak or tarika hai aap koi bhi word ko copy karke translator me paste karke word ko translate kar sakte ho
agar aapne koi blog bana rakha hai ya koi website bana rakhi to apko is app ki bhi bahut jarurat hai jaise aap apna websit ka speed test karte ho  to speed test karne ke baad jo resulat aata hai vo english me hota hai to apko english kam aati hai to aap resulat ke uper ungli dabake sare word ko copy karke translator app me past karke uski hindi bana sakte ho agar apko copy paste nahi aata to  niche dekhe

copy paste karne ke liye aap jis word ko copy karna hai  us word par apni ungli dabani hai phir 3 option open hoga 
1 copy
2 paste 
3 select all 
agar aap sare page ko copy karna chahte ho to select all par click kare phir ak option aayega copy ya past to copy par click karke sare page ko copy kar  sakte ho ho
agar aap kuchh word ko copy karna chajte ho to ungli dabaye to blue color ki pati aayega jis word par aapne ungli dabaye thi nile color ki pati ko aage phiche karo vanha tak karo jitne word aapne copy karne hai
phir copy par click karke copy kar sakte ho
janha par paste karna hai vanha ungli dabao or option aayega paste phir ungli paste par laga kar past kar do 
is tarike se copy past karke aap word ko change kar sakte ho

15 top directory submission list

cbi ki full form kya hai

  • apni awaj ko english me conversation kaise kare.

aap socil media ke shokeen ho kuch share karte ho to awaj ko translate karna very helpfull ho sakta hai

apni awaj ko hindi se english or english se hindi me change karke kuchh apna sms bolkar share kar sakte ho jaise diwali ya holi par dosto ko wish karna chahte ho kuchh apni awaj bolkar to ye app aapke kaam ki hai kaise karna hai sara process to aage pade
 tranlate aap ke nichhe mic ka option hai us mic me bolkar  jaise apne kuchh bolna hai to pehle sabse upar 2 option hai right hand side me or left hand side me ak side me hindi use english bhi kar sakte ho or dusri side me english use bhi hindi ya english kar sakte ho jaise apne hindi me bolna hai or english me sunna hai yani english me change karna hai  

to left hand side me janha hindi ya english likha hai us par click karke hindi kar lijiye to jab aap left hand side me hindi karoge to right hand side me automatic english ho jayega yani app ko pata chal jayega ye hindi ko english me badlna chahta hai 

uske baad mic par click kijiye or boliye jo bolna hai agar aap record karna chahte ho to process thoda alag hai

record karne ka process

apko koi bhi ak screen recorder aap downlod karni hai or ak video to mp3 convertor app downlod karni hai bus ye 2 android app downlod karke pehle install karni hai  
jab aapne awaj record karni hai tab sacreen recorder on kar lena hai phir is app on karni hai jaise mene pehle bataya vaise bolna hai jab aap hindi me bolo tab tak sacreen recorder of rakhna hai or jab apne english me sunna hai jo english me change hua hai tab sacreen recorder on kar lena hai jab sara record ho jaye jo apne bola hai to dono ko band kar dena hai
jo record hua hua hai vo screen recorder me save ho jayega 

uske baad aap video to mp3 app ko on karo or screen recorder me jo record hua hai use convert button par click karke convert kar do uske baad vo mp3 me convert ho jayega or usko socil media par share kar sakte ho

y2mate se youtube video download kare

1 mobile se 5 whatsapp chalaye

cbi kya hai
country wise language change.

iske under bahut ki countriyo ki bhasha ko badal sakte ho, ye english ki hindi banane wala apps hai. isse english ki hini banana bilkul aasan hai. badlne ke liye uper bhasha likhi hai us par click karne se ak lambi list nikalkar dikhegi jo apko pasand hai usko select kar le,

jo jo bhasha translate hogi uski list dekhe kuchh is parkar se hai.

 1.translate japanese to english . kahne ka matlab hai is desh ki bhasha ko english me bhi badal sakte hai. ,translate english to japanese, english ko bhi iski country ki language me badal sakte hai.

2. translate english to korean . is country ki bhasha ko bhi english me badla ja skta hai.

3. ट्रांसलेट romanian to english .

4. ट्रांसलेट ge

5. chrome browser ke page ko translate bhi kar sakte hai google translate ke davara. hindi translate english bhi karne ki salah dete hai.

apne document word ko translate kar sakte hai. yah ak tanslate camra hai.

bahut si language ko kisi bhi bhasha me badla ja sakta hai is app se iska paryog aasani se kiya ja sakta hai.