meta teg keywords क्या है-पूरी जानकारी जाने hindi में ?

meta teg keywords kya hai, blog website ke liye kanyo jaruri, seo ke liye iske kya benifit hai,

meta teg for keywords kaise kam karta hai.

 isko hum blogger me kaise use kare, in sabhi bato ka hal is post me niche diya gaya hai, post ko pura achhe tarike se padhe,
meta teg keywords क्या है -पूरी जानकारी जाने hindi में
meta teg keywords क्या है



meta teg keywords kya hai ?



to dosto baat aati h मेटा टेग  kya hota h ye or isko use kaise karna hai         

to chaliye hum batate h kya hota hai

ye post tital ke niche jo words aata h use kahte 

for example


agar aap ise apne aap likhoge to ya to aap ise short kar doge ya phir long kar doge

agar long hua to bhi galt or short hua to bhi galt
me apko aaj kuchh 9 aise tool bataunga jisse aap use karke aasani se  iska code  genrate kar  sakte h
blogger me enable compression on kare

9 top idea for meta teg keywords tools

coderseo tool  ye tool mera usefull tool h jise me use karta hu 
isme aapne kuchh words likhna h

janha uper lenth likha hua h vanha short batayega jab tak apka  teg chhota hoga 
or red color me batayega jab pura hoga to ok batayega  green color me 
jab pura ho jaye to ise copy kare  or apne search description me pest kar de 

. for example

seo book. com  ye bhi ak  words genrator tool h
isme apko description  likhna h tital dalna or key word dalna jis par apka post h 
or chek par click karna h 
or copy karke apne blog me pest karna h

lxrmarketplace ye ak aisa tool isme apko  apne blog ka tital dalna h or niche 2 3 word ka description dalna h
or niche apna vo keywords dalna h jis par apka post h
2 .3 word ka description daloge to ye autometic pura description genrate kar dega
jab niche genrate par click kroge to
or description ko copy karke apne  teg  yani meta description me pest kar dena h

4 seochat. seochat is tool me apko post ka url dalna h or capcha fill karna h
phir genrate par click de dena h to ye apne aap genrate kar dega

smallseotool is tool me apko tital dalna h or 2.3 keyword dalna h or niche 150 word ka meta description dalna
niche robot tex or sabhi option yas yas karna or language select karna h
phir submit kar dena h phir apne hisab se ye description teyar kar dega phir vaise hi copy pest kar dena h

freemetateg ye bhi ak free meta teg keywords tool h
isme apko tital dalna or thoda descriprion dalna h or 1.2 keywords dalne h or language select karna or submit karna phir apne aap ye description teyar kar dega  or phir isko copy karke apne meta teg description me pest karna h

7  metateg is tool me apko same process karna h tital or description or keyword dalne h or sabhi option ko activat hi rahne dena h
or language select kar deni h or teg genrate pe click karke genrate kar lena h
or copy pest karna h vaise hi

seoptimer is me apko vaise tital dalna h description dalna or keywords dalne h or robot or auther par click karke done karna h or lanuage select karni h or genrate pe click de dena h
phir jo genrate hoga usko copy pest vaise hi karna h

addme is tool me bhi apko tital or description or keywords dalne h or sabhi option ko select kar lijiye  teg genrate par click karke isko copy karke apne में pest kar dijiye

 top idea for meta teg keywords

in sabhi tool ke bare me achhe tarike se bataya gaya h
or aap in tools ka use karke meta
keywords aasani se genrate kar sakte ho

in tools me me coderseo tool ka khud use karta hu
apko jo achha lage vo aap use kar skte ho code genrate karne ke liye

meta teg keywords kaise likhe

meta teg likhne ka tarika to mene uper post me achhe se bata diya hai
lekin apko ye dhayan rakhna hai ki jab aap tools kr dwara likho ya aap likho meta teg ke under aapka jo main targetting keywords hai vo jarur aana chahiye 

agar aap targetting keywords nahi dalte ho to apka jo post hai vo seo yani search engin optimization nahi mana jayega yani apka jo post vo seo frendlly nahi hai

apko apna podt seo frendly banana hai to apko images me bhi or tital me or description me bhi apka targetting कीवर्ड्स dalna hoga or content ke paragraph me bhi vo hi ak targetting कीवर्ड्स  dalna jaruri hai